Dhanak ka rang hai bikhra mere duppate pe Saari khushbu meri baahon mein simat aayi hai Paanv padte nahi zameen pe mere Mujhpe ajeeb si masti yeh umad aayi hai Aaj lagta hai main hawaon mein hu Aaj itni khushi mili hain Aaj bas mein nahi hai mann mera Aaj itni khushi mili hain Aaj lagta hai main hawaon mein hu Aaj itni khushi mili hain
Haya ki shokhiyaan lipti hai mere aanchal se Haya ki shokhiyaan lipti hai mere aanchal se Haya ki shokhiyaan lipti hai mere aanchal se Aaisa lagta main dulhan hu bani Aaj itni khushi mili hain Aaisa lagta main dulhan hu bani Aaj itni khushi mili hain
Woh ek pal ki mulakaat rang laayi hain Woh ek pal ki mulakaat rang laayi hain Woh ek pal ki mulakaat rang laayi hain Umra bhar ke liye mehmaan bani Aaj itni khushi mili hain Umra bhar ke liye mehmaan bani Aaj itni khushi mili hain
Aaj lagta hai main hawaon mein hu Aaj itni khushi mili hain Aaj itni khushi mili hain Aaj itni khushi mili hain Aaj itni khushi mili hain.