Поездка в Лондон Yeh Hai Jalwa, 2002 "Carbon Copy 2 And 3"
Maa ne muhje samjhaya tha photo tumhara dikhlaya tha Jaana maine jaana tumko pehchaana Tumse mera rishta jaane kitna hai purana Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
Chhod ke desh chale aaye ho yeh hai pardes tum paraye ho Upar se nakaab yeh chadhaye ho andar se bade hi gabhraye ho Indian hai hum nahin bhoolna laut chalo hai kya sochna Chehra tumhara saaf kehra hai jhoothi yeh hasi hai dekho dil ro raha hai Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
Oh ek pehli ban gaya hoon main suljhegi yeh kaisi darr gaya hoon main Ban ke jo jawan tu aaya hai bete mera dil bhar aaya hai Sab yaad hai bhoola main nahin majboor hoon bura main nahin Mujhko mafi de de beta tu hai mera lag ja gale se aakhir saaya hai tu mera Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy Main to mere papa ki carbon copy – carbon copy Jeevan to yeh aana jaana hai ghum aur khushi ka tarana hai Aaj mujhe karaz yeh chukana hai beta hoon main farz yeh nibhana hai Shayad main kal rahonga nahin tum ko bhi tang karunga nahin Mera aur tumhara aisa hai yeh naata bandhan hai yeh lahun ka bhulaya nahin jaata.