Zindagi ek dard hain Isse dawa ka kaam le Zindagi ek dard hain Isse dawa ka kaam le Haske apne sar pe duniya Bhar ke tu ilzaaam le Zindagi ek dard hain Isse dawa ka kaam le Haske apne sar pe duniya Bhar ke tu ilzaaam le Zindagi ek dard hain
Ek ghulshan hain ye duniya Ye zamee ye aasmaan Ek ghulshan hain ye duniya Ye zamee ye aasmaan Phool chunkar log kaante Phenk dete hain yahan Phool se behtar hain woh Kaanta jo daaman thaa le Phool se behtar hain woh Kaanta jo daaman thaa le Haske apne sar pe duniya Bhar ke tu ilzaaam le Zindagi ek dard hain
Iss jahan mein kyaa nahin Insaan ko karna pada Iss jahan mein kyaa nahin Insaan ko karna pada Jism jee se juda is Jaan ko karna pada Waqt na aaye kisi par Ye khuda ka naam le Waqt na aaye kisi par Ye khuda ka naam le Haske apne sar pe duniya Bhar ke tu ilzaaam le Zindagi ek dard hain