Влюбленный бродяга Aashik Aawara, 1993 Saat Suron Ke Sangam Se
Saa dha re, saa dha re Ni re pa ga re ga re sa Ni re pa ga re ga re sa Maga pa maga pa ni sa Saat suron ke sangam se banta hai sangit Saat suron ke sangam se banta hai sangit Is sangit se bante hai jivan ke sare geet Sa re ga ma Sa re ga ma pa dha ni sa Saat suron ke sangam se banta hai sangit Is sangit se bante hai jivan ke sare geet Sa re ga ma pa dha ni Ye saat suron ke naam Ye saat suron ke naam
Chham chham radha nache Chham chham radha nache Jab bansi chhede shyam In geeto ke bina adhuri kya pooja kya prit Saat suron ke sangam se banta hai sangit Saat suron ke sangam se banta hai sangit Is sangit se bante hai jiwan ke sare geet
Chand suraj mast hawaye mausam din or raat Chand suraj mast hawaye mausam din or raat Chalte hai sansar me sab sur or tal ke sath Ek ritu aaye ek ritu jaye Jivan jaye beet Saat suron ke sangam se banta hai sangit Saat suron ke sangam se banta hai sangit Saat suron ke sangam se banta hai sangit Is sangit se bante hai jiwan ke sare geet.