Клятва на верность Yaadon Ki Kasam 1985 O Champa Chameli
Oo chmapa oo chamali, Oo pan ki saheli Jo van mein gayi akeli, Oo oo ho oo Oo chmapa oo chamali, Oo pan ki saheli Jo van mein gayi akeli, Oo oo ho oo Ek hasina ki nigaho ka Nishana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Ek hasina ki nigaho ka Nishana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya, Deewana, deewana Parwato pe ek naya Aashiyana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya, Deewana, deewana
Ae mere dosto ye kahani suno Husan ke male se, ishq ke khel ki Koi anjan si, koi nadan si Wo hansi dilruba Koi nagan thi kya Jo mujhe dhas gayi Dil mein yu bas gayi, Bas gayi, bas gayi Dil ka aana jaan kahi Ye nijana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Ek hasina ki nigaho ka Nishana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Deewana, deewana
Wo achanak meri Aa gayi samane ha Sharam se ruk gayi, Aankh yu jhuk gayi Uska gora badan, Kora kora badan Reh gaya kaap ke Apna muh dap ke Wo yu ghabra gayi, Zulf lehara gayi, Lehara gayi, lehara gayi Pehali mulakat ka Aise bahana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Ek hasina ki nigaho ka Nishana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya, Deewana, deewana
Sher ka sukariya jisne hamla kiya Dar ke simati thi wo, Mujhse lipati thi wo Jaan to bach gayi, chot dil par lagi Main bhi ghayal hua, wo bhi ghayal hui Darde dil le gayi, darde dil de gayi, De gayi, de gayi Bat jara si thi magar Ek fasana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Ek hasina ki nigaho ka Nishana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Deewana, deewana Parwato pe ek naya Aashiyana ban gaya Koi pardeshi deewana ban gaya Deewana, deewana, Deewana, deewana.