Manzilein ruswa hain Khoya hai raasta Aaye le jaaye Itni si iltija Yeh meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai
Mujh ko iraade de Kasme de, vaade de Meri duaaon ke ishaaron Ko sahaare de Dil ko thikaane de Naye bahaane de Khwaabon ki baarishon ko Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu
Ro rahi hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro rahi hoon main
Yaaraa...
Waqt bhi thehra hai Kaise kyun yeh hua Kaash tu aise aaye Jaise koi duaa Tu rooh ki raahat hai Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu Ro rahi hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro rahi hoon main