Вечная сказка любви Dharam Veer 1977 O Meri Mehbooba
O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya Par dekh jo tu ruth kar chali jayegi Tere saath hi mere marne ki khabar aayegi O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya Par dekh jo tu ruth kar chali jayegi Tere saath hi mere marne ki khabar aayegi O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Teri chahat mera chain churaigi Teri chahat mera chain churaigi Lekin tujko bhi to nind na ayegi Main toh mar jaunga lekar naam tera Naam magar kar jaunga badnam tera Tohba tohba phir kya hoga Ke yaad mein meri dil tera tadapaigi Tere jaatey hi tere aane ki khabar aayegi O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Jo bhi meri is prem kahani ka Jo bhi meri is prem kahani ka Par kya hoga teri mast jawani ka Ashiq hoon main tere dil me raheta hoon Apni nahin main tere dil ki kaheta hoon Tohba tohba phir kya hoga Ke yaad me teri tu ek roj pachtaegi Yeh ruth pyaar ki judai main hi guzar jayegi O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Deevaana mastaana mausam aaya hai Deevaana mastaana mausam aaya hai Aise mein tune dil ko tarasaaya hai Maana apani jagah pe tu bhi qaatil hai Par yaaron se tera bachana mushkil hai Tauba-tauba phir kya hoga Phir pyaar mein nazar jab takaraayegi Tadapati hui meri jaan tu nazar aayegi O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya Par dekh jo tu ruth kar chali jayegi Tere saath hi mere marne ki khabar aayegi O meri mehbooba mehbooba mehbooba Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya.