Bujh hai gaya ye dil ka diya
tere bin lagay na mora jiya
Bujh hai gaya ye dil ka diya
tere bin lagay na mora jiya
kaisi jalan, hai ye kaisi saza
tere bin lagay na mora jiya
Aansoon ki lari aaj behnay lagi
ye aankhen meri kya kehnay lagin
saansain dil main meray jo behnay lagin
ye mujhsey hain kya, ab kehnay lagin
ye pyar to hai dewaana
dil meray tu ney na jaana
kaisa tha tera iraada
mujhsey hi mujhko churana
nana nana nana X3
Kya hai jaza kya hai saza
tere bin lagay na mora jiya
bujh hai gaya ye dil ka diya
tere bin lagay na mora jiya
yaadain mujhsey meri aaj kehnay lagin
ye kya bekhudi, ye kya zindagi
raatain bhi istarhan hain katne lagin
andhere main, jaisay ik ajnabi
ab to hai kissa sunana
apna hua jo begana
chahha tha usko manana
par mera dil hi na mana
nana nana nana X3
jaanay na yey zamana
yey zindagi bhi hai ik saza
tere bin lagay na mora jiya
buh hai gaya, ye dil ka diya
tere bin lagay na mora jiya
nana nana nana X5
janay na yey zamana
bujh hai gaya ye dil ka diya
tere bin lagay na mora jiya
bujh hai gaya ye dil ka diya
tere bin lagay na mora jiya
tere bin lagay na mora jiya
kaisi jalan hai ye kaisi saza...
Unknown еще тексты
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1